Monday, May 21, 2012

Afsos hota hai



aaj dil roya hai fir,
unki baatein sun kar
kabhi jis awaaz ko sunne k liye me betaab rehti ti,
aaj ussi awaaz ko sun kar asunni kar deti hun..
na jane ye kaun sa mod hai ..
jis baat par kabhi naaz hota ta..
aaj usi baat pe afsos hota hai....

No comments:

Post a Comment